Eh Mere Malik Sang Tera Ho Gaya Shabad
Ehh mere malik sang tera ho gaya, yakeen nahin tha khawab pura ho gaya
Ehh mere allah tu beechre mila deta hai, chhinmaye ho jata hai par jo nazar main nahin aata hai
Ehh mere malik sang tera ho gaya, yakeen nahin tha khawab pura ho gaya
Kyun karte hain gumaan ye duniya wale, jabki paisa hi sab kuch nahin hota hai
Ehh mere malik sang tera ho gaya, yakeen nahin tha khawab pura ho gaya
Garibo pe rakh nazar, jo sharan ke chahwan hai, dede ammeron ko dhan, jo dhan ke chahwan hai
Amiri gareebi kya tera hi saya hai, kiya bura karam ameer ne, nahin ungli uthaya hai
Ehh mere malik sang tera ho gaya, yakeen nahin tha khawab pura ho gaya
Jurm laga gareeb pe, saza usne paya hai, haq rone ka to de de, jo uska sarmaya hai
Kya ye hi teri khudai hai, baaz aaya- baaz aaya- baaz aaya hai
Ehh mere malik sang tera ho gaya, yakeen nahin tha khawab pura ho gaya
Chand rona fizool, baat hukam main hai, jo abhi tak koi samajh nahin paya hai